BD Violin Lab: Dard Lyrics with Video song, Movie by Sarbjit, Singer- Sonu Nigam

Dard Lyrics with Video song, Movie by Sarbjit, Singer- Sonu Nigam

Song: Dard
Singer: Sonu Nigam
Lyrics: Jaani, Rashmi Virag
Music: Jeet Gannguli
Movie: Sarbjit (2016)

Dard Lyrics | Sarbjit
Main dardon ko paas
Bitha kar hi soun
Main dardon ko paas
Bitha kar hi soun
Jo tujhe lagta baarish hai
Woh main hoon jo roun ||

Main dardon ko paas
Bitha kar hi soun
Khushiyon se milna bhul gaye
Tum itna kyu humse door gaye
Koi kiran ik din ayegi
Tum tak humko leke jaayegi
Main raah pe ankh
Bicha ke hi soun ||
Jo tujhe lagta baarish hai
Woh main hoon jo roun ||
Main dardon ko paas
Bitha kar hi soun
Pankh agar hote
Udke chala main aata
Rukta na ek pal
Qaid yeh kaisi khuda
Saans bhi roothi hai
Seene mein aaj kal
Aaj kal.. aaj kal..
Aaj kal..||
Main dardon ko paas
Bitha kar hi soun
Main dardon ko paas
Bitha kar hi soun
Jo tujhe lagta baarish hai
Woh main hoon jo roun ||
Main dardon ko paas
Bitha kar hi soun